How to set up vacation res-ponder (Out of office) in gmail account

0
732

Namaskar dosto apka swagat hai bloggingkeeda me aaj hum apko batyenge ki kaise hum apne gmail account me automatically email send kar sakte hai Dosto aaj ke busy schedule me kisi bhi chiz ka reply fast dena hona chata hai aaj ke time email har koi use krta hai yadi aap ek profestional life jee rahe hai to apke liye email ki kya value hai aap samazte hi honge

Aaj hum apko ek aisa feature batayenge ki jiski madad se aap yadi vacation me aur aapka client ya phir koi bhi aapko mail krta hai to use automatically reply mil jayega jo aap send karna chate hai dosto ye bahut hi accha feature hai gmail ka

Dosto aap sabhi jante ki kisi bhi company ki working style me email ki bahut value hai yadi koi apko email karta hai aur aap use email nahi krte to galat impression badta hai


How to use vacation responder in gmail

  1. First go to gmail account 
  2. Login with your username and password
  3. Go to setting 
  4. Click on genral
  5. Scroll down 

in bottom you see vacation res-ponder option waha apko do option dikhai denge pehle se hi by defaulte auto responder off rehta hai

aap Auto responder ko on kar dijiye First day set kijiye jab se aap ise on karna chate hai aur last day jab tak aap use on rakhna chate hai 

Message ka subject set kijiye for example i am in leave 

Aur msg body me reason type kar dijiye aap kyo email ka jawab nahi de pa rahe hai aur kabse aap email ka jawab de payenge Aur save change me click karke save kar dijiye  Dosto apka auto responder on ho jayega 

Sabse bada benfit ye hai auto responder ki aapko yadi apka koi client apko mail karta hai to use automatically mail chala jayega ki aap leave me aapne jo auto responder me jo setting ki hai usko accoring mail client ko mil jayega

Dosto aasha karte hai ki aapko ye post acchi lagi hogi yadi apko aur bhi kisi prakar ki jankari chaiye hogi to aap humse comment me puch sakte hai